Tuesday, August 30, 2011

Tere Khushboo Mein Base Khat......

After so many days I am listening this Gazal it's very close to my heart.....love these lyrics.

tere khushboo mein base khat main jalaata kaise

pyaar mein dube huye khat main jalaata kaise
tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise

tune duniya ki nigaahon se jo bachkar likhe
saal ha saal mere naam baraabar likhe
kabhi din mein toh kabhi raat ko uthkar likhe
tere khushbu mein base

jinaka har labj mujhe yaad tha paani ki tarah
yaad themujhako jo paigaamein jubaani ki tarah
mujhako pyaare thejo anmol nishaani ke tarah
tere khushboo mein base khat main jalaata kaise
pyaar mein dube huye khat main jalaata kaise
tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise
tere khat aaj main ganga mein baha loon - (2)
aag behate huye paani mein laga aaya hoon

3 comments:

Pratibha said...

Very Good smita. Very nice.

This Ghazal of Jagit singh and awesome Lyrics and he has sung it beautifully. The whole Ghazal is worth Listening but my Favourite lines fro this Ghazal are:

जिन का हर लब्ज मुझे याद पानी की तरह,
याद थे मुझ को जो पैगाम-ए-जुबानी की तरह,
मुझ को प्यारे थे जो अनमोल निशानी की तरह

Anonymous said...

Thanks for reminding me of this Ghazal.Those unforgettable memory was recalled While reading your post..This Ghazal and lot more of Jagjit Singh is closure to my heart like ए खुदा रेत के सेहरा को समंदर कर दे, या झलकती हुयी आँखों को भी पत्थर कर दे!